👇 Use Below Search Box To Search Lyrics 👇

Bezubaan Kab Se Lyrics - Street Dancer 3D | Jubin Nautiyal

Post a Comment
Buy a Coffee
Presenting the video song " Bezubaan Kab Se " from the Bollywood movie Street Dancer 3D. This latest track " Bezubaan Kab Se " is sung by Siddharth Basrur, Jubin Nautiyal, Sachin-Jigarand the music is by Sachin-Jigar.


Bezubaan Kab Se Lyrics - Street Dancer 3D | Jubin Nautiyal
Bezubaan Kab Se

Original Song Credits

♫Song Name: Bezubaan
 ♫Original Composer: Sachin-Jigar ♫Original Lyricist: Mayur Puri ♫Original Singers: Mohit Chauhan, Priya Panchal, Deane Sequeira, Tanvi Shah 
♫Licensed Courtesy: UTV Software Communications Limited

Song Credits

♫ Song: Bezubaan Kab Se
♫ Singers: Siddharth Basrur, Jubin Nautiyal, Sachin-Jigar
♫Music: Sachin-Jigar 
♫Lyrics: Jigar Saraiya 
♫Arrangements & Programming: Sachin-Jigar 
♫Additional Programming: Hrishikesh Gangan, Abhishek Singh 
♫Music Production Head: Romil Ved 
♫Mixed & Mastered by: Eric Pillai at Future Sound of Bombay ♫Assistant Mix Engineer: Michael Edwin Pillai 
♫Live Instruments – 
♫Percussions: Anandan Sivamani ♫Guitars: Indrajit Chetia 
♫Chorus- Sayee Gangan, Vishnupriya Ravi, Debanjali Joshi, ♫Shashwat Mishra, Hrishikesh Gangan 
♫Music Label: T-Series


Bezubaan Kab Se Lyrics - Jubil Nautiyal


Samajh Na Mujhe, Samajh Na Mujhe
Samajh Na Mujhe Halka Re
Sambhal Ke Zara, Sambhal Ke Zara
Sambhal Ke Zara Rehna Re

Seene Mein Hai Dariya
Hai Koyi Na Aur Jariya
Keh Dunga Jo Nahi Kaha Kabhi

Bezubaan, Bezubaan
Bezubaan Kab Se Main Raha
Begunaah Sehta Main Raha
Bezuban Kab Se Main Raha
Begunaah Sehta Main Raha

Junoon Mera Hai Ek Dariyan

Dariyan Hai Roke Se Rookna Nahi
Tufaan Ke Aage Jhookna Nahi
Cheer Ke Tufaan Ke Paar Le Jaayega

Naachna Meri Jubaani Hai Naachna
Hai Mera Dana Hai Paani Hai Naachna
Nasha Kahun Toh Tufaani Hai Naachna
Main Raja Hu Meri Rani Hai Naachna
Naachna Mera Samman Hai Naachna
Teer Se Chhuta Kamaan Hai Naachna
Mera Dharam Aur Emaan Hai Naachna
Ek Hi Mera Bhagvaan Hai Naachna
Bhagvan Hai Naachna

Baat Le, Baat Le
Kat Jayenge Par Hum Ab Jhukne Waale Nahi
Hum Ek The (Ek The!)
Hum Ek Hai (Ek Hai!)
Teri Baaton Se To Hum Batne Waale Nhi

Seene Mein Hai Dariya
Hai Koyi Na Aur Jariya
Keh Dunga Jo Nahi Kaha Kabhi

Bezubaan, Bezubaan
Bezubaan Kab Se Main Raha
Begunaah Sehta Main Raha
Bezuban Kab Se Main Raha
Begunaah Sehta Main Raha

Related Posts

Post a Comment